Tuesday, March 4, 2014

Kabir Dohe -2-


साईं इतना दीजिये, जा मे कुटुम समाय ।
मैं भी भूखा न रहूँ, साधु ना भूखा जाय ॥

Sai itna dijiye, ja me kutoomb samay
main bhi bhooka na rahin,sadhu na bhooka jay..

Kabeer das ji kehate hain ki paramatma tum mujhe itna do ki jisme pareevar ka gujara chal jaye.Main bhuka na rahun aur sadhu bhi bhuka na rahe....

------------------------------------------------------------------------------------------

लूट सके तो लूट ले,राम नाम की लूट ।
पाछे फिर पछ्ताओगे,प्राण जाहि जब छूट ॥

Loot sake to loot le,Ram naam ki loot
pachhe fir pachtaoge,jahin jab choot...

Kabeer das ji kehate hain ki prani,bhagvan ke naam ki loot charon taraf machi hai agar lena chahte ho le le jab samay nikal jayega to tu pachtayega.arthat jab pran nikal jayega to bhagvan ka naam kaise japega...

------------------------------------------------------------------------------------------

जाती ना पूछो साधु की ,पूछ लीजिए ज्ञान ।
मोल करो तलवार का, पड़ा रहन दो म्यान ॥

Jaati na pucho sadhu ki,puch lijiye gyan
mole karo talvar ka,pada renan do myan...

kisi sadhu se unki jaati na pucho balki usse gyan ki baat pucho,issi tarah talvaar ki keemat mat pucho myaan me pade rehne do...

------------------------------------------------------------------------------------------

No comments:

Post a Comment